SEARCH RESULTS
Showing search results for "o.Dho"
Ghazal MATCHES FOR "o.Dho"
Ghazal
saa.nso.n kii lapaT paa ke pighal jaa.egii chunrii
o.Dho na badan aag pe jal jaa.egii chunrii
Pooran Kumar Hosh
Ghazal
baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.nd kii
chaa.nd bhii ain chait kaa us pe tiraa jamaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
o.Dhe hu.e taaro.n kii chamaktii hu.ii chaadar
naddii ko.ii bal khaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mumkin ho to ik taaza Gazal aur bhii kah luu.n
phir o.Dh na le.n KHvaab kii chaadar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
pahle pahle havas ik-aadh dukaa.n kholtii hai
phir to baazaar ke baazaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
letaa na agar dil tumhe.n detaa ko.ii dam chain
kartaa jo na martaa ko.ii din aah-o-fuGaa.n aur