SEARCH RESULTS
Showing search results for "ohde"
Ghazal MATCHES FOR "ohde"
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
ahd-e-vafaa se kis liye KHaa.if ho merii jaan
kar lo ki tum ne ahd nibhaanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tuu hai kis haal me.n ai zuud-faraamosh mire
mujh ko to chhiin liyaa ahd-e-vafaa ne mere
Ahmad Faraz
Ghazal
ye ahd-e-tark-e-mohabbat hai kis liye aaKHir
sukuun-e-qalb udhar bhii nahii.n idhar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhaare ahd-e-vafaa ko mai.n ahd kyaa samjhuu.n
mujhe KHud apnii mohabbat pe e'tibaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
barse baGair hii jo ghaTaa ghir ke khul ga.ii
ik bevafaa kaa ahd-e-vafaa yaad aa gayaa