SEARCH RESULTS
Showing search results for "okhat"
Ghazal MATCHES FOR "okhat"
Ghazal
mai.n ishq kaa jalaa huu.n miraa kuchh nahii.n ilaaj
vo pe.D kyaa haraa ho jo ja.D se ukhaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bekal hu.aa huu.n ab to tirii zulf me.n sajan
shab hai daraaz nii.nd hamaarii uchaT ga.ii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
bahut pahle se un qadmo.n kii aahaT jaan lete hai.n
tujhe ai zindagii ham duur se pahchaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ko.ii aahaT ko.ii aavaaz ko.ii chaap nahii.n
dil kii galiyaa.n ba.Dii sunsaan hai.n aa.e ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
ik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat
yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
paamaal ham na hote faqat jaur-e-charKH se
aa.ii hamaarii jaan pe aafat ka.ii tarah