SEARCH RESULTS
Showing search results for "pach"
Ghazal MATCHES FOR "pach"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
pach aa pa.Dii hai vaada-e-dil-daar kii mujhe
vo aa.e yaa na aa.e pe yaa.n intizaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo to hai charKH chahaarum pe ye pach mohalle par
sach hai iisaa se bhii baalaa tiraa mazduur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Muzaffar Shikoh
Ghazal
jis kii na taab laa sake zahriile saa.np bhii
kis tarah tujh ko 'kaif' vo zahraab pach gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
tuu baato.n me.n biga.D jaataa hai mujh se
paraa.ii pach pe la.D jaataa hai mujh se
Mirza Azfari
Ghazal
kal raat un Gariibo.n ko qai kyuu.n na aa sakii
khaanaa amiir-e-shahr kaa kyuu.n un ko pach gayaa
Aslam Haneef
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
jasta jasta pa.Dh liyaa karnaa mazaamiin-e-vafaa
par kitaab-e-ishq kaa har baab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yaqii.n na aa.e to ik baat puuchh kar dekho
jo ha.ns rahaa hai vo zaKHmo.n se chuur niklegaa