SEARCH RESULTS
Showing search results for "pumba-e-baalish"
Ghazal MATCHES FOR "pumba-e-baalish"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n Guruur hunar-parvarii ho pumba-e-gosh
vahaa.n takalluf-e-arz-e-niyaaz karnaa kyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
dukh na paave kahii.n vo naaznii.n-gardan pyaare
takiya zinhaar sar-e-baalish-e-maKHmal na karo
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
narmii-e-baalish-e-par ham ko nahii.n bhaatii hai
dam-e-shamshiir pe sar rakkhe.n to nii.nd aatii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
az-pa.e-daaG-e-dil-e-baada-parastaa.n 'bedaar'
pumba-e-shiisha-e-mai marham-e-kaafuur hu.aa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
hairat hujuum-e-lazzat-e-Galtaanii-e-tapish
siimaab-e-baalish o kamar-e-dil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
'baKHsh' siikhaa hai shahiidaan-e-vafaa se ham ne
haath kaT jaa.e.n alam mu.nh se uThaa.e rakhnaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
har daliil kaaTe.nge ham daliil-e-raushan se
'baKHsh' sau savaalo.n kaa ik javaab likkhe.nge
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
azal se 'baKHsh' rah-e-pur-KHatar se guzre hai.n
jafaa-shanaasi-e-ahbaab kii shikaayat kyaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
guzar jaa.e.nge ham daar-e-fanaa se 'baKHsh' lekin
hamaare shahr kii taasiir rahne ke liye hai
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
pahle to aazmaayaa ataa-e-bahisht se
phir bhej kar jahaan me.n afzal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ye zabt-e-girya me.n aalam hai be-qaraarii kaa
ki barq kau.ndtii hai baarish-e-sahaab nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
de kabhii bosa-e-chashm-o-lab-e-jaa.n-baKHsh bhii jaa.n
sirf sauGaat hame.n bosa-ba-paiGaam na bhej