SEARCH RESULTS
Showing search results for "qashqe"
Ghazal MATCHES FOR "qashqe"
Ghazal
bulbule.n paa.iiz me.n kahtii thii.n hotaa kaashke
yak mizha rang faraarii is chaman kaa aashnaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
merii saj-dhaj to ko.ii ishq-e-butaa.n me.n dekhe
saath qashqe ke hai zunnaar-e-barahman kaisaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jaisaa hai us barhaman zaade ke qashqe kaa alif
likh nahii.n saktaa hai ko.ii KHush-naviis aisaa alif
Joshish Azimabadi
Ghazal
yaar kaa paa.nv to aalam kaa dahaa.n sar hotaa
kaashke mai.n bhii dar-e-yaar kaa patthar hotaa
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Duubte Duubte kashtii ko uchhaalaa de duu.n
mai.n nahii.n ko.ii to saahil pe utar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa