SEARCH RESULTS
Showing search results for "qu.uud"
Ghazal MATCHES FOR "qu.uud"
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
kyaa jaane daab sohbat az KHvesh raftagaa.n kaa
majlis me.n shaiKH-saahib kuchh kuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ne pe.D se kuud ke jaane kitne Gote khaa.e
bandar ko jab lagaa nadii me.n giraa hu.aa hai chaa.nd
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
zamaana kuud pa.Daa aag me.n yahii kah kar
ki KHuun chaaT ke ho jaa.egii ye aag bhii baaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ku.e.n me.n chalo kuud jaate hai.n dono.n
tabhii is zamaane kii raahat bachegii
Aarush Sarkaar
Ghazal
na jaane kaun sii adaa burii lagii thii ruuh ko
badan kaa phir tamaam khel-kuud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
shu.uur-e-qais ne sahraa me.n KHud-kushii kar lii
kahaa gayaa Gam-e-lailaa me.n KHud-kushii kar lii
Seen Sheen Alam
Ghazal
chune hu.e hai.n piyaale jhukii hu.ii botal
nayaa qu.uud niraalaa qayaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
ham mohabbat ko samundar kii tarah jaante hai.n
kuud hii jaate agar ko.ii kinaara hotaa
Ramzi Asim
Ghazal
ham aise logo.n ko laayaa gayaa hai duniyaa me.n
ku.e.n me.n kuud ke sikka nikaalne ke liye
Aadarsh Dubey
Ghazal
siyaah-raat ke aa.ngan me.n kuud kar ham log
diye jalaa.e.nge nuqsaan to nahii.n kare.nge
Sanaullah Zaheer
Ghazal
hai ba.Dii chiiz lagii dil kii KHudaa jas ko de
aag me.n kuud pa.Daa dekhiye parvaane ko
Jaleel Manikpuri
Ghazal
baa.ndh kar sar pe kafan kuud pa.De hai.n jis me.n
ja.ng hai Gair kii maidaan kisii aur kaa hai
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
vo namaaz-e-ishq hii kyaa jo salaam tak na pahu.nche
ki qu.uud se jo guzre to qayaam tak na pahu.nche