SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ngiile"
Ghazal MATCHES FOR "ra.ngiile"
Ghazal
aaj ham bichh.De hai.n to kitne ra.ngiile ho ga.e
merii aa.nkhe.n surKH tere haath piile ho ga.e
Shahid Kabir
Ghazal
hamaarii saada-mizaajii pe rashk karte hai.n
vo saada-posh jo be-intihaa ra.ngiile hai.n
Sultan Akhtar
Ghazal
Ghaus Siwani
Ghazal
ayyaash tabii.at kaa hai aa.iina ik ik ii.nT
ye ra.ng-mahal ek ra.ngiile ke liye thaa
Ramz Azimabadi
Ghazal
Dartaa huu.n zindagii ke vasiile nahii.n mile
aa.nkho.n ko ab ke KHvaab ra.ngiile nahii.n mile
Syed Arif
Ghazal
le ga.e KHaak me.n ham daaG-e-tamannaa-e-nashaat
tuu ho aur aap ba-sad-ra.ng-e-gulistaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa hai
safed rang hai.n aaKHir siyaah muu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ham-ra.ngii-e-mausam ke talabgaar na hote
saaya bhii to qaamat ke baraabar nahii.n miltaa
Naseer Turabi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
laa.e ba-ruu-e-kaar na husn o jamaal ko
mauqa.a thaa phir bhii raat na ra.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
agar sharar hai to bha.Dke jo phuul hai to khile
tarah tarah kii talab tere ra.ng-e-lab se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ba-ra.ng-e-uud milegii use mirii KHushbuu
vo jab bhii chaahe ba.De shauq se jalaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
rang-e-shafaq se aag shaguufo.n me.n lag ga.ii
saaGar hamaare haath se chhalkaa to ro diye