SEARCH RESULTS
Showing search results for "raal"
Ghazal MATCHES FOR "raal"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
phuulo.n se us ke jabki chaman me.n milaa.e ho.nTh
naazuk ziyaada rag se saman ke bhii paa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
dekhte to hai.n vo har shai be-niyaazaana abhii
raal girtii hai magar be-iKHtiyaaraana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
is tavaqqo pe ki dekhuu.n kabhii aate jaate
ghis ga.e paa.nv rah-e-dost me.n jaate jaate
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
juu.n hinaa apne vo qadmo.n se na lagne de.nge
is tamannaa me.n agar KHaak me.n ral jaa.uu.ngaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
haasil us kuuche me.n jaane se hame.n hai aur kyaa
ulTe ghar apne magar KHaak me.n ral kar aanaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Husain Khan Jhanjhat
Ghazal
ye kyaa ki harf-harf se Tapke havas kii raal
ye kyaa ki sher-sher me.n jismo.n kii baas ho
Mohsin Ahmed
Ghazal
pardo.n kii sarsaraahaTe.n buu.ndo.n ke ral-taral
khultaa hai dar havaa-e-shab-e-barshgaal se
Irshad Husain Kazmi
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n apnii raah me.n diivaar ban ke baiThaa huu.n
agar vo aayaa to kis raaste se aa.egaa