SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasm-e-takabbur"
Ghazal MATCHES FOR "rasm-e-takabbur"
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ik rasm-e-takabbur hai so is daur ke insaa.n
jebo.n me.n liye phirte hai.n pahchaan hazaaro.n
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
phir kisii zaKHm ke khul jaa.e.n na Taa.nke dekho
rahne do tazkira-e-rasm-e-vafaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bas isii baat pe vo shaKHs KHafaa hai mujh se
shahr me.n tazkira-e-rasm-e-vafaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zinda ho rasm-e-junuu.n kis kii navaa-rezii se
ab rahaa kaun yahaa.n sho.ala-ba-jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
zaKHm milte hai.n ilaaj-e-zaKHm-e-dil miltaa nahii.n
vaz-e-qaatil rah ga.ii rasm-e-masiihaa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
buland hausle hone diye na baatil ke
sar-e-Guruur-o-takabbur jhukaa.e hai.n ham ne
Razi Badayuni
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil se kal mahv-e-takallum the to ma.aluum hu.aa
ko.ii kaakul ko.ii lab ko.ii dahan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
rasm-e-deriina-e-aalam ko badalne ke liye
rasm-e-deriina-e-aalam se gurezaa.n chaliye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
rasm-e-‘iyaar-e-tab’-e-KHariidaar uTh ga.ii
jo KHud ko bech le vahii saahib-kamaal hai
Aslam Parvez
Ghazal
ye rasm-e-aamad-o-raft-e-dayaar-e-ishq taaza hai
ha.nsii vo jaa.e merii aur ronaa yuu.n chalaa aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye rasm-o-rah-e-naazish-e-bejaa na miTegii
kuchh taaza sitam aur bhii iijaad karoge