SEARCH RESULTS
Showing search results for "rath"
Ghazal MATCHES FOR "rath"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jal kar jo raakh ho ga.ii.n dango.n me.n is baras
un ghuggiyo.n me.n aa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
baage.n khi.nchii.n masaafate.n ka.Dkii.n faras ruke
maazii kii rath se kis ne palaT kar nigaah kii
Majeed Amjad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Azmul Hasnain Azmi
Ghazal
lagtaa yahii hai nuur ke rath par savaar huu.n
aa.nkho.n ne terii mujh ko vo raste sujhaa.e hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Abid Munavari
Ghazal
bakriyaa.n roz-e-azal se koh kii rasta shanaas
ai sunahrii ziin vaale nuqra.ii rath ke savaar
Ahmad Jahangir
Ghazal
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
KHudaa se jab bhii ka.Dii dhuup kii shikaayat kii
to merii raah me.n ek pe.D saaya-daar aayaa
Rakhshan Hashmi
Ghazal
milan kii ummiid pal-do-pal ko havaa hu.ii hai
gumaa.n ke rath par niraas khaane lagii hai dil ko
Arsalan Rathor
Ghazal
rath se hatheliyo.n pe utartii are Gazab
maKHmal ghasiiTtii hai zamiin-e-karaKHt par