SEARCH RESULTS
Showing search results for "raushe.n"
Ghazal MATCHES FOR "raushe.n"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
ek ik kar ke hu.e jaate hai.n taare raushan
merii manzil kii taraf tere qadam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
chhaa rahaa hai saarii bastii me.n a.ndheraa
raushnii ko, ghar jalaanaa chaahtaa huu.n
Qateel Shifai
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
itnaa sach bol ki ho.nTo.n kaa tabassum na bujhe
raushnii KHatm na kar aage a.ndheraa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
nahii.n hai mere muqaddar me.n raushnii na sahii
ye khi.Dkii kholo zaraa sub.h kii havaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
laakh roke.n ye a.ndhere miraa rasta lekin
mai.n jidhar raushnii jaa.egii udhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
charaaGo.n ke badle makaa.n jal rahe hai.n
nayaa hai zamaana na.ii raushnii hai