SEARCH RESULTS
Showing search results for "rehn"
Ghazal MATCHES FOR "rehn"
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
zulf se shab darmiyaa.n daadan nahii.n mumkin dareG
varna sad-mahshar ba-rehn-e-saafii-e-ruKHsaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dastaar aap kii jo hu.ii rehn-e-mai-kada
tauba hamaarii qibla-e-haajaat bhii ga.ii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
is ek shart par us ne rihaa kiyaa mujh ko
rakhegaa rehn vo merii u.Daan pinjre me.n
Akhilesh Tiwari
Ghazal
ai muGbacho.n tumhaaraa baayaa.n qadam mai.n lu.ngaa
zaahid kaa gar amaama rehn-e-sharaab hogaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
haa.n vahii lab jo tabassum kaa KHazaana thaa kabhii
aaj rehn-e-naala-e-shab-giir hai tere baGair
Anand Narayan Mulla
Ghazal
vahii sayyaad kii ghaate.n hai.n vahii kunj-e-qafas
fasl-e-gul rehn-e-Gam-e-jaur-e-KHizaa.n hai yaaro
Majeed Lahori
Ghazal
ummiid jis se zinda thii vo fasl jal ga.ii
jo rehn rakh chukaa huu.n usii ghar kaa KHauf hai
nazeer Tabassum
Ghazal
rakh chukaa hai rehn vo pahle hii apnii raushnii
kis sitaare se mire dil kaa sitaara mil gayaa
Nasira Zuberi
Ghazal
rehn rakkhe jo mirii qaum ke mustaqbil ko
vo mirii qaum kaa sardaar hai mai.n jaantaa huu.n