SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr-e-jamiil"
Ghazal MATCHES FOR "sabr-e-jamiil"
Ghazal
sukuut us kaa hai sabr-e-jamiil kii suurat
mai.n jis ke lab pe thaa sahar-e-taviil kii suurat
Azm Shakri
Ghazal
qadd-o-qaamat kaa ta.ayyun sar-e-sahraa kaisaa
phir bhii saayo.n hii ko me.aar banaa.e rakkhaa
Sultan Sabr wani
Ghazal
ek miTTii kaa diyaa us pe tahayyur kaisaa
dekhne aa.ii jise baad-e-sabaa shaam ke baad
Sultan Sabr wani
Ghazal
suntaa huu.n mai.n sadaa.e.n ye ashko.n kii jhiil se
ab zindagii guzaar to sabr-e-jamiil se
Tariq Jawed
Ghazal
aaraa.ish-e-jamaal kii kamsin ko kyaa tamiiz
uljhii hai us kii zulf-e-shikan-dar-shikan tamaam
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
kahuu.n ai 'sabr' apnaa mashGala kyaa
ye ik urdu zabaa.n hai aur mai.n huu.n
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
'sabr' hangaam-e-talab shart hai niyyat me.n KHuluus
jaa.egii baab-e-ijaabat pe du.aa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
ahd-e-piirii me.n hu.e apne jo sab baal safed
ham ye samjhe ki hu.aa naama-e-a.amaal safed
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
maskan-e-KHuld ke liye ai 'sabr'
kuchh na kuchh intizaam kartaa jaa
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
ba-ruu-e-kaar hai jab se ye meraa sabr-e-jamiil
mirii nazar me.n Gam-e-bekaraa.n nahii.n kuchh bhii
Yas Chandpuri
Ghazal
ishq gar raas na aayaa to kahaa.n husn-e-jamiil
kyaa mayassar ho hasiino.n ke nagar me.n rahnaa
Jameel Ahmad Khan Jameel
Ghazal
hame.n to ai 'jamiil' apnii zaat hii nigal ga.ii
vo aur the jo saaqii-o-sharaab me.n magan rahe
Shahid Jameel
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
KHidmat-e-KHalq kaa shaayad ye hai in.aam 'jamiil'
har ko.ii karne lagaa shahr me.n izzat merii
Jameel Ahmad Khan Jameel
Ghazal
na mil sakaa jise ii.ndhan jalegii aag vo kyaa
dil-e-'jamiil' ko naahaq kuredte ho tum