SEARCH RESULTS
Showing search results for "saindil"
Ghazal MATCHES FOR "saindil"
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
kaash sandal se mirii maa.ng ujaale aa kar
itne Gairo.n me.n vahii haath jo apnaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
sar jis pe na jhuk jaa.e use dar nahii.n kahte
har dar pe jo jhuk jaa.e use sar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
raat jaltii hu.ii ik aisii chitaa hai jis par
terii yaade.n hai.n sulagte hu.e sandal kii tarah
Ameer Qazalbash
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
hathelii reshmii naazuk malaa.ii narm latiif
hasiin marmarii.n sandal safed duudh dhulii
Shahzad Qais
Ghazal
ye mai.n huu.n tujh me.n ab yaa mujh me.n tuu hai
ye kaun ab aa.ine me.n ruu-ba-ruu hai
Bismil Saeedi
Ghazal
mai.n saada-dil aazurdagi-e-yaar se KHush huu.n
ya.anii sabaq-e-shauq mukarrar na hu.aa thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mohabbat kii duniyaa me.n mash.huur kar duu.n
mirii saada-dil tujh ko maGruur kar duu.n
Akhtar Shirani
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
likh kar varaq-e-dil se miTaane nahii.n hote
kuchh lafz hai.n aise jo puraane nahii.n hote
Makhmoor Saeedi
Ghazal
un se milne kaa bahaanaa nahii.n miltaa ko.ii
dhuup hii miltii hai saayaa nahii.n miltaa ko.ii