SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarpat"
Ghazal MATCHES FOR "sarpat"
Ghazal
zindagii teraa taqaazaa hai ki sarpaT dau.De.n
ham vo laachaar ki inkaar nahii.n kar sakte
Mazhar Husain Syed
Ghazal
tausan-e-naaz ko phe.nke hai vo jis dam sarpaT
log kyaa kyaa na tag-o-taaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
u.Daate hai.n jo raKHsh-e-himmat ko sarpaT
vo manzil ko zer-e-qadam dekhte hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Masood Ahmad
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
is diid kii saa.at me.n ka.ii rang hai.n larzaa.n
mai.n huu.n ki ko.ii aur hai duniyaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
mai.n ek film banaa.uu.ngaa apne 'sarvat' par
aur is me.n rail kii paTrii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ek do roz kaa sadma ho to ro le.n 'faakir'
ham ko har roz ke sadmaat ne rone na diyaa