SEARCH RESULTS
Showing search results for "shankar lal shankar"
Ghazal MATCHES FOR "shankar lal shankar"
Ghazal
dil me.n hii rakhnii thii 'shankar' dil kii baat
mu.nh se niklii to shikaayat ho ga.ii
Shankar Lal Shankar
Ghazal
Shankar Lal Shankar
Ghazal
hai husn kii sarkaar me.n tausiif vafaa kii
vo kahte hai.n 'shankar' hame.n insaa.n nazar aayaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
khile the us ke lab Gunche kii suurat
bataa to do ki 'shankar' se kahaa kyaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
saabir-o-shaakir rahe shaadaa.n rahe
KHush rahe jis haal me.n insaa.n rahe
Shankar Lal Shankar
Ghazal
mai.n apne dost se kyaa mujtanib huu.n ai 'shankar'
mujhe to apne 'aduu se bhii ijtinaab nahii.n
Shankar Lal Shankar
Ghazal
ham sunaane lage qissa use apnaa 'shankar'
Gair ke zikr se jis dam use Gaafil dekhaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
'sha.nkar' kii Gazal sun kar taariif karo dil se
sab saa.nche me.n Dhalte hai.n ye qaul-e-hakiimaana
Shankar Lal Shankar
Ghazal
ham ne to apnii aa.nkh se dekhaa nahii.n unhe.n
qissa sunaa hai hazrat-e-'shankar' ke KHvaab kaa