SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharaar-e-jasta"
Ghazal MATCHES FOR "sharaar-e-jasta"
Ghazal
koh ke ho.n baar-e-KHaatir gar sadaa ho jaa.iye
be-takalluf ai sharaar-e-jasta kyaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
to baal-o-par kii numaa.ish pe harf aa jaataa
havaa kaa ruKH na palaTtaa agar u.Daan zada
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
siskiyaa.n bhar ke 'sharar' kaun vahaa.n rotaa thaa
KHema-e-KHvaab sar-e-shaam jahaa.n par TuuTaa
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
ajiib haal hai duniyaa kaa ai 'sharar-naqvii'
jinhe.n thaa jhuknaa vahii sar uThaa ke baiThe hai.n
Sharar Naqwi
Ghazal
Gamo.n se chaak garebaa.n hai ai sharar 'naqvii'
ko.ii ye us se kahe aur taar taar na kar
Sharar Naqwi
Ghazal
ab us ke haath me.n hai faisla 'sharar-naqvii'
Gazal ke shero.n ko ham dil banaa ke le aa.e
Sharar Naqwi
Ghazal
dil ko dene vaalo.n se pochhiye sharar 'naqvii'
pyaar-vyaar ye sab kuchh dard-e-sar nahii.n hai kyaa
Sharar Naqwi
Ghazal
dard ke sho'le ranj-o-Gam ke 'sharar'
aa.nsu.o.n kii nadii me.n hote hai.n
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
qurb un kaa 'sharar' payaam-e-sukuu.n
dil me.n ik aag bhii lagii sii hai
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
fan bechnaa pa.Dtaa hai 'sharar' husn-e-zaruurat
bechaargii-e-ahl-e-qalam dekh rahe hai.n
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
shu.aa-e-ilm se raushan 'sharar' hai ye duniyaa
zavaal jis ko na ho aisaa aaftaab to de
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
hai fard fard yahaa.n tifl-e-laa-shu'uur 'sharar'
jahaa.n khilaune bike.n vo dukaan hai duniyaa
Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
Ghazal
bachaa le ai 'sharar' dil kaa sahiifa
ko.ii is ke varaq phir kholtaa hai
Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
Ghazal
jahaa.n pahu.nchegaa jaage.nge sharaare
'sharar' ko KHaslat-e-parvaaz mat de