SEARCH RESULTS
Showing search results for "sirhaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "sirhaanaa"
Ghazal
aarzuu hii na rahii sub.h-e-vatan kii mujh ko
shaam-e-Gurbat hai ajab vaqt suhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tamaam yaade.n to aa baiThtii hai.n shaam-Dhale
udaas rahtaa hai phir kis liye sirhaana-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ham ruuThe.n to ghar ke kamre kam pa.D jaate hai.n
ham chaahe.n to ek sirhaanaa kaafii hotaa hai
Shanawar Ishaq
Ghazal
ye shaahraah-e-dil hii sirhaanaa hai aaj-kal
ye gard-e-raahgiir hii bistar hai in dino.n
Zubair Hamza
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sham.a kii lau thii ki vo tuu thaa magar hijr kii raat
der tak rotaa rahaa ko.ii sirhaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degii
baGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
yaa mujhe afsar-e-shaahaana banaayaa hotaa
yaa miraa taaj gadaayaana banaayaa hotaa