SEARCH RESULTS
Showing search results for "sofo.n"
Ghazal MATCHES FOR "sofo.n"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
parastish kii yaa.n tak ki ai but tujhe
nazar me.n sabho.n kii KHudaa kar chale
Meer Taqi Meer
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kitne dino.n ke pyaase ho.nge yaaro socho to
shabnam kaa qatra bhii jin ko dariyaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
socho ye KHaamosh musaafir kyuu.n afsurda hai
jab bhii tum darvaaza dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n kisii aur ko sochuu.n to mujhe hosh aa.e
mai.n kisii aur ko dekhuu.n to ye nashsha TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
abhii sinaa.n ko sambhaale rahe.n aduu mere
ki un safo.n me.n kahii.n meraa sar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
'vasiim' sub.h kii tanhaa.i-e-safar socho
mushaa.era to chalo raat bhar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
ye sapne to bilkul sachche lagte hai.n
in sapno.n ko sachchaa kar ke dekhaa jaa.e
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
hazaar safho.n kaa diivaan kaun pa.Dhtaa hai
'bashiir-badr' kaa ko.ii intiKHaab de jaa.o