SEARCH RESULTS
Showing search results for "taab"
Ghazal MATCHES FOR "taab"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ye dil ko taab kahaa.n hai ki ho ma.aal-andesh
unho.n ne va.ada kiyaa is ne e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
vo yuu.n gayaa ki baad-e-sabaa yaad aa ga.ii
ehsaas tak bhii ham ko dilaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
logo.n ko hai KHurshiid-e-jahaa.n-taab kaa dhokaa
har roz dikhaataa huu.n mai.n ik daaG-e-nihaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
puurii meh.ndii bhii lagaanii nahii.n aatii ab tak
kyuu.nkar aayaa tujhe Gairo.n se lagaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
yahii maslak hai miraa, aur yahii meraa maqaam
aaj tak KHvaahish-e-mansab se alag baiThaa huu.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
ahvaal-e-mohabbat me.n kuchh farq nahii.n aisaa
soz o tab-o-taab avval soz o tab-o-taab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
hosh o havaas o taab o tavaa.n 'daaG' jaa chuke
ab ham bhii jaane vaale hai.n saamaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ne taab hijr me.n hai na aaraam vasl me.n
kam-baKHt dil ko chain nahii.n hai kisii tarah