SEARCH RESULTS
Showing search results for "taako"
Ghazal MATCHES FOR "taako"
Ghazal
ik siyah raat ta.aaqub me.n lagii rahtii hai
najm-o-mahtaab mire saath safar karte hai.n
Tariq Qamar
Ghazal
aaj tak tak na sake dil ko.ii apne qaabil
tum ki patthar ko jo taako to vahii dil ho jaa.e
Ijtiba Rizvi
Ghazal
hai javaanii bhii ajab chaahtaa hai dil 'tanviir'
use taako use ghuuro use dekho baiThe
Tanvir Dehlvi
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ek hii haadsa to hai aur vo ye ki aaj tak
baat nahii.n kahii ga.ii baat nahii.n sunii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n aksar sochtaa huu.n phuul kab tak
shariik-e-girya-e-shabnam na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham