SEARCH RESULTS
Showing search results for "taasho.n"
Ghazal MATCHES FOR "taasho.n"
Ghazal
taasho.n kaa thaa khel suhaanaa bachpan kaa
chuu-mantar sii bharii javaanii lagtii hai
Shahid Mahuli
Ghazal
ye kaun hai sar-e-saahil ki Duubne vaale
samundaro.n kii taho.n se uchhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkhe.n mujhe talvo.n se vo malne nahii.n dete
armaan mire dil ke nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaa.nTo.n pe chale lekin hone na diyaa zaahir
talvo.n kaa lahuu dhoyaa chhup chhup ke akele me.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
tuu hii barahna-paa nahii.n is jaltii ret par
talvo.n me.n jo havaa ke hai.n vo aable bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
hariir atlas-o-kamKHvaab pankhu.Dii resham
kisii ke phuul se talvo.n se shaah-maat sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n ne talvo.n se baa.ndhii thii chhaa.nv magar
shaayad mujh ko suuraj ne pahchaan liyaa
Rahat Indori
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
tabqo.n se nikal kar ham firqo.n me.n na baT jaa.e.n
ban kar na biga.D jaa.e taqdiir Gulaamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aa.nkhe.n mirii talvo.n se vo mal jaa.e to achchhaa
hai hasrat-e-paa-bos nikal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sahar hu.ii to ye uqda bhii taa.ero.n pe khulaa
ki aashiyaa.n hii nahii.n ab ke baal-o-par bhii ga.e