SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahsii.n"
Ghazal MATCHES FOR "tahsii.n"
Ghazal
jii bhar ke dil kii maut pe rone diyaa use
pursaa diyaa na sabr kii talqiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
mujhe allaah kii qasam sher me.n tahsiin-e-butaa.n
mai.n jo kartaa huu.n merii zaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tahsiin ke laa.eq tiraa har sher hai 'akbar'
ahbaab kare.n bazm me.n ab vaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
daad-o-tahsiin kii bolii nahii.n tafhiim kaa naqd
shart kuchh to mire bikne kii munaasib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ghar kii taqsiim vasiyyat ke mutaabiq hogii
phir bhii kyo.n mujh ko sage bhaa.ii se Dar lagtaa hai
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
lafz shero.n me.n jo Dhalte nahii.n 'tahsiin' mire
soch ke rizq me.n qillat bhii to ho saktii hai
Yunus Tahseen
Ghazal
iKHtilaafaat hai.n insaan kaa KHaasa 'tahsiin'
bahs karnii hai to kar bahs ko nafrat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Yunus Tahseen
Ghazal
mujh saa anjaan kisii mo.D pe kho saktaa hai
haadsa ko.ii bhii is shahr me.n ho saktaa hai
Tahseen Firaqi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n vo sa.Dyal mizaaj hai 'tahsiin'
magar vo merii Gazal sun ke muskuraa degii
Yunus Tahseen
Ghazal
chaar-diivaarii thii Gurbat bhii thii ya.anii 'tahsiin'
ek diivaar ziyaada thii hamaare ghar me.n
Yunus Tahseen
Ghazal
tum hii 'tahsiin' mirii qadr nahii.n kar paa.e
mai.n to vo thaa jo gayaa vaqt bhii laa saktaa thaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
daad-o-tahsiin kii parvaa nahii.n ham ko 'pinhaa.n'
ham Gazal kah ke hii sarshaar hu.e baiThe hai.n