SEARCH RESULTS
Showing search results for "tantane"
Ghazal MATCHES FOR "tantane"
Ghazal
har ek shaKHs ko ik tantane me.n rakhtii hai
vo bhaa.nt bhaa.nt kii machhlii gha.De me.n rakhtii hai
Khalid Yusuf
Ghazal
sau baar TuuT kar bhii agar ham bane kabhii
kam ho.nge tumtaraaq na ye tantane kabhii
Shahroz Khawar
Ghazal
vo maujuud hai.n aur un kii kamii hai
mohabbat bhii tanhaa.ii-e-daa.imii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye ehtimaam aur kisii ke liye nahii.n
ta.ane tumhaare naam ke ham par hii aa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
'vasiim' sub.h kii tanhaa.i-e-safar socho
mushaa.era to chalo raat bhar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
viiraa.n hai.n sahn o baaG bahaaro.n ko kyaa hu.aa
vo bulbule.n kahaa.n vo taraane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
hashr me.n pesh-e-KHudaa faisla is kaa hogaa
zindagii me.n mujhe us gabr ko tarsaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
sub.h tak kyaa kyaa tirii ummiid ne ta.ane diye
aa gayaa thaa shaam-e-Gam ik nii.nd kaa jhokaa mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jo mai.n fail ho gayaa to sabhii de rahe hai.n ta.ane
ko.ii dil-navaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
hu.aa hai dair-o-haram me.n jo mo.atakif vo yaqiin
takaan-e-kashmakash-e-ehtimaal hai shaayad
Jaun Eliya
Ghazal
ye gul khile hai.n ki choTe.n jigar kii ubhrii hai.n
nihaa.n bahaar thii bulbul tire taraane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.nkho.n me.n mat rok mujhe jaanaa hai udhar
ye rasta khultaa hai jis tah-KHaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tanhaa.ii-e-firaaq ke qurbaan jaa.iye
mai.n huu.n KHayaal-e-yaar hai chashm-e-pur-aab hai