SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarataaraa"
Ghazal MATCHES FOR "tarataaraa"
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
yahii dil thaa ki tarastaa thaa maraasim ke liye
ab yahii tark-e-ta.alluq ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa tarastaa huu.n ki baahar ke kisii kaam aa.e
vo ik amboh ki bas KHaak-basar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
bulaa rahaa hai zamaana magar tarastaa huu.n
ko.ii pukaare mujhe be-sabab tumhaarii tarah
Bashir Badr
Ghazal
jo Gazal aaj tire hijr me.n likkhii hai vo kal
kyaa KHabar ahl-e-mohabbat kaa taraana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
galaa suraahii navaa giit soz aah asar
tara.ng chiiKH tarannum taraana sur kii la.Dii
Shahzad Qais
Ghazal
zindagii hasrato.n ke saaz pe sahmaa-sahmaa
vo taraana hai jise dil nahii.n gaanaa chaahe
Kumar Vishwas
Ghazal
'daaG' o 'majruuh' ko sun lo ki phir is gulshan me.n
na sunegaa ko.ii bulbul kaa taraana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ab us ko dekh kar dil ho gayaa hai aur bojhal
tarastaa thaa yahii dekho to kitnaa dekhne ko
Zafar Iqbal
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n