SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjuman ul gaib ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "tarjuman ul gaib ebooks"
Ghazal
be-KHauf-e-Gair dil kii agar tarjumaa.n na ho
behtar hai is se ye ki sire se zabaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
rang-e-ruKH hai tarjumaan-e-vasl-e-Gair
zulf-e-barham se to puuchho kyaa hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
yuu.n vo chashm-e-sharmgii.n tarjumaan-e-dil rahii
raaz raaz rah gayaa baat baat kah ga.ii
Zeb Ghauri
Ghazal
har ashk-e-chashm ko to dil kaa tarjumaa.n dekhaa
dam-e-Gariib ko hii dil kaa raaz-daa.n dekhaa
Jauhar Bilgrami
Ghazal
nazar ne kaam kiyaa dil ke tarjumaa.n kii tarah
nigaahe.n kah ga.ii sab haal-e-dil zabaa.n kii tarah
Riyasat Ali Taj
Ghazal
ab junuu.n ke rat-jage KHirad me.n aa ga.e
saare KHvaab raushnii kii zad me.n aa ga.e
Ainuddin Azim
Ghazal
ye kyaa sitam-zariifii-e-fitrat hai aaj-kal
begaangii shariik-e-mohabbat hai aaj-kal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ko.ii samjhe dard kyaa naKHchiir kaa
falsafa 'Gaalib' kaa aur Gam 'miir' kaa
Sharafat Ali Shah
Ghazal
zindagii jhuul rahii hai ba-saliib-e-dauraa.n
kyo.n na angusht-ba-dandaa.n ho tabiib-e-dauraa.n
Saba Naqvi
Ghazal
Khawar Ahmad
Ghazal
samjhii ga.ii jo baat hamaarii Galat to kyaa
yaa.n tarjuma kuchh aur hai aayat kuchh aur hai
Anjum Rumani
Ghazal
junuun-e-dil kaa abhii tarjumaan baaqii hai
labo.n pe mohr lagii hai zabaan baaqii hai
Nigar Azeem
Ghazal
teraa KHayaal thaa ki yuu.nhii bad-gumaan the
apne bhii kuchh usuul magar darmiyaan the
Fazal Ilahi Bahar
Ghazal
nazar jis vaqt bhii un se milii hai
'ajab mastii kaa 'aalam de ga.ii hai