SEARCH RESULTS
Showing search results for "thiraktaa"
Ghazal MATCHES FOR "thiraktaa"
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
bas ek paa.nv thiraktaa hai raat-din mujh me.n
chahaar-suu ka.ii aalam tamaasha karte hai.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
Abhinandan Pandey
Ghazal
mai.n KHariidaar-e-vafaa huu.n tuu giraftaar-e-vafaa
merii baa.nho.n me.n thiraktaa jism apnaa tol de
Aftab Shamsi
Ghazal
apnaa ye jism thiraktaa hai bas apnii dhun par
ham kabhii aur kisii dhun pe nahii.n naachte hai.n
Ahmad Sagheer Siddiqui
Ghazal
KHalaa se kibriyaa tak kaa safar thaa aur ham the
thiraktaa chaak thaa ik kuuza-gar thaa aur ham the
Salman Khayal
Ghazal
apnii to jho.npa.Dii me.n thiraktaa nahii.n charaaG
jaa kar kisii raqiib ke ghar raqs kiijiye
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
ye kaisii dhun me.n thiraktaa huu.n thartharaataa hu.aa
ye kaun giit hai jo gungunaataa rahtaa huu.n
Aftab Hussain
Ghazal
parii ke paa.o.n gulaabii gudaaz raqs-parast
ta.Daptii machhliyaa.n mehraab-e-lab thiraktii kalii
Shahzad Qais
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n is liye nahii.n thaktaa tire ta.aaqub se
mujhe yaqii.n hai ki paanii bhii hai saraab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
dha.Dkano.n ke taal par vo haal apne dil kaa hai
jaise gorii ke thirakte paa.nv me.n paa.el kaa rang
Qateel Shifai
Ghazal
ye us ne dekhaa thaa ik raqs-e-naa-tamaam ke ba.ad
vufuur-e-shauq me.n kaun-o-makaa.n thirak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
tuu vo hai aatish kaa parkaala ki tere saamne
aaftaab aa kar kahe jaa.De se tharraataa huu.n mai.n