SEARCH RESULTS
Showing search results for "u.daanaa"
Ghazal MATCHES FOR "u.daanaa"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
sair bhii jism ke sahraa kii KHush aatii hai magar
der tak KHaak u.Daanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
paro.n me.n tiir hai panjo.n me.n tinke
mai.n ye chi.Diyaa u.Daanaa chaahtaa huu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
aaj bachpan kahii.n basto.n me.n hii uljhaa hai 'sahaab'
phir vo titlii ko paka.Dnaa vo u.Daanaa aa.e
Ajay Sahaab
Ghazal
vo roz bhar ke KHalaa.ii jahaaz u.Daate phire.n
hame.n bhii raj ke tamasKHur u.Daanaa aataa hai
Idris Babar
Ghazal
KHaak u.Daanaa inhii.n galiyo.n me.n bhalaa lagtaa hai
chalte phirte kisii darbaar me.n mat aa jaanaa
Aitbar Sajid
Ghazal
havaa.e.n aaj bhii aavaara o pareshaa.n hai.n
mahak gulo.n kii u.Daanaa ko.ii mazaaq nahii.n
Zia Fatehabadi
Ghazal
kar ai Gazaal-e-'ishq mire shahr-e-dil kii sair
sahraa.o.n me.n Gubaar u.Daanaa kuchh aur hai
Jamal Ehsani
Ghazal
baguula ban ke samundar me.n KHaak u.Daanaa thii
ki lahar lahar mujhe tund-KHuu bhii honaa thaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
vahii KHaak u.Daanaa vahii gardishe.n hai.n
ye maanaa ki aashiq baguulaa nahii.n hai
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
sab kuchh kho kar mauj u.Daanaa ishq me.n siikhaa
ham ne kyaa kyaa tiir chalaanaa ishq me.n siikhaa
Hilal Fareed
Ghazal
ik baar KHud jo lafzo.n ke pi.njre me.n aa gayaa
us taa.ir-e-navaa ko u.Daanaa muhaal hai
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
meraa maqsad thaa faqat KHaak u.Daanaa saahab
is liye dasht ko ghar-baar banaayaa hu.aa hai