SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaarne"
Ghazal MATCHES FOR "vaarne"
Ghazal
jo ham nahii.n to sar-e-rah-guzaar-e-dard 'adaa'
vo kaun the jo dil-o-jaa.n ko vaarne aate
Ada Jafarey
Ghazal
apne qiimtii lamhe mujh pe vaarne vaale
tirii qurbato.n me.n thii be-shumaar KHaamoshii
Aasnath Kanwal
Ghazal
mujhe yaqii.n hai ki KHushbuu kaa ham-safar hogaa
gulaab husn-e-mohabbat ke vaarne vaalaa
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
tire firaaq me.n aa.nkho.n ko vaarne ke baa'd
tamaam dard miraa dil kashiid karne lagaa
Faysal sahib
Ghazal
hamesha rakhte hai.n ham KHud ko baa-vazuu 'raunaq'
vatan pe apne dil-o-jaa.n ko vaarne ke liye
Shah Aalam Raunaq
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
re.ngne kii bhii ijaazat nahii.n ham ko varna
ham jidhar jaate na.e phuul khilaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
dil kii qismat hii me.n likkhaa thaa a.ndheraa shaayad
varna masjid kaa diyaa kis ne bujhaayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
ishq me.n Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
varna kyaa baat thii kis baat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
vo mujh se ba.Dh ke zabt kaa aadii thaa jii gayaa
varna har ek saa.ns qayaamat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
terii mahfil kaa bharam rakhte hai.n so jaate hai.n
varna ye log to bedaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
teraa paimaan-e-vafaa raah kii diivaar banaa
varna sochaa thaa ki jab chaahuu.ngaa mar jaa.uu.ngaa