SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasvase"
Ghazal MATCHES FOR "vasvase"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aashiq the shahr me.n jo puraane sharaab ke
hai.n un ke dil me.n vasvase ab ehtisaab ke
Adil Mansuri
Ghazal
Abrar Kiratpuri
Ghazal
din-bhar kii dau.D raat ke auhaam vasvase
ThanDii salonii shaam kii KHush-buu me.n Dhal ga.e
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
ruvaa.nsii shaam hai baaqii abhii to rat-jage ho.nge
unhe.n khone se pahle jaane kitne vasvase ho.nge
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
mai.n vo sho'la thaa jise daam se to zarar na thaa
pa jo vasvase tah-e-daam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n vahm bechtaa huu.n vasvase banaataa huu.n
sitaare dekhtaa huu.n zaa.iche banaataa huu.n
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
aah-e-sahar kii merii barchhii ke vasvase se
KHurshiid ke mu.nh uupar aksar sipar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
be-qaraarii hai ki aasaar ye jhanjhaT ke hai.n
vasvase in dino.n dil me.n na.ii aahaT ke hai.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
sau tarah ke uThne vaale vasvase hai.n mas.ale
aap ke jo mas.ale hai.n mas.ale hai.n mas.ale
Ushba Tabeer
Ghazal
vasl ho yaa hijr us ke apne ho.nge vasvase
us kaa jo bhii faisla ho bas vafaa rakhtaa huu.n mai.n