SEARCH RESULTS
Showing search results for "zafar awan"
Ghazal MATCHES FOR "zafar awan"
Ghazal
bharii mahfil me.n terii nazar ‘aivaan’ par hai
'zafar' ko dekhtii hai to kyaa merii KHataa hai
Zafar Awan
Ghazal
aa.e the pardes me.n do chaar barso.n ke liye
ro rahe hai.n baiTh kar aa.inda naslo.n ke liye
Zafar Awan
Ghazal
hotii hai.n jal se jaise nadiyo.n kii izzate.n
sidq-e-maqaal se hai.n yaaro.n kii izzate.n
Zafar Awan
Ghazal
neze pe sar cha.Dhegaa sayyad ko sab pataa thaa
lekin vo suu-e-maqtal be-KHauf chal rahaa thaa
Zafar Awan
Ghazal
ik sukuu.n saa dikhtaa hai aap ke anuup me.n
jaise ko.ii baiThaa ho sardiyo.n kii dhuup me.n
Zafar Awan
Ghazal
buGz-o-hasad kii aag se baahar nikaal de
mujh ko shu.uur-o-fikr ke raste pe Daal de
Zafar Awan
Ghazal
mai.n zad pe tiiro.n ke KHud aa gayaa huu.n aaj 'zafar'
tire nishaane ko aasaan kar diyaa mai.n ne
zafar iqbal zafar
Ghazal
kab vo zaahir hogaa aur hairaan kar degaa mujhe
jitnii bhii mushkil me.n huu.n aasaan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
mas.ala itnaa bhii aasaan nahii.n hai ki 'zafar'
apne nazdiik jo siidhaa hai vo ulTaa hii na ho
Zafar Iqbal
Ghazal
kaam niklaa hai kuchh utnaa hii ye pechiida 'zafar'
jitnaa aasaa.n nazar aayaa mujhe shaa.er honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
tuu ne to har haal me.n sun.naa hai ab tujh ko 'zafar'
raushnii aavaaz de yaa tiirgii aavaaz de
Zafar Iqbal
Ghazal
ye mai.n apne aib jo kar rahaa huu.n ayaa.n 'zafar'
to dar-asl ye bhii ko.ii hunar nahii.n kar rahaa
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa zamaana hai ki is gumbad-e-be-dar me.n 'zafar'
apnii aavaaz ko dekhaa hai fanaa hote hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
ye aasmaan 'zafar' ham pe be-sabab TuuTaa
u.Daan kaun sii ham ne bachaa ke rakkhii thii