SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakhiim"
Ghazal MATCHES FOR "zakhiim"
Ghazal
KHushii vo lafz ki guzraa jo ma.anaviyyat se
to mere Gam kii kitaab-e-zaKHiim tak pahu.nchaa
Nazish Haidari
Ghazal
aasaa.n nahii.n hai utnaa ki tartiib de sakuu.n
diivaan-e-zaKHm dosto behad zaKHiim hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'faraaz'
zaalim ab ke bhii na ro.egaa to mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kise hai KHvaahish-e-marham-garii magar phir bhii
mai.n apne zaKHm dikhaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
ham to samjhe the ki ik zaKHm hai bhar jaa.egaa
kyaa KHabar thii ki rag-e-jaa.n me.n utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ham dard-ba-dil naalaa.n vo dast-ba-dil hairaa.n
ai ishq to kyaa zaalim teraa hii zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHaalii ai chaaragaro ho.nge bahut marham-daa.n
par mire zaKHm nahii.n aise ki bhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa