SEARCH RESULTS
Showing search results for "zebo"
Ghazal MATCHES FOR "zebo"
Ghazal
sirf zaahir ho gayaa sarmaaya-e-zeb-o-safaa
kyaa ta.ajjub hai jo baatin baa-safaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo hai rang KHushbuu dhanak chaa.ndnii
use zeb-o-ziinat kii haajat nahii.n
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
us haram kii zeb-o-ziinat ko KHudaa rakkhe magar
mujrimaan-e-ahd-o-paimaan-e-kaliisaa ham bhii hai.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
du.aa hai 'buum' kii yaarab ye cotton-mils kii baabat
taraqqii aur hotii zeb-o-ziinat aur ho jaatii
Boom Merathi
Ghazal
gar baadila sar par hai to maKHmal hai tah-e-paa
al-qissa ajab manzar-e-pur-zeb-o-ziyaa hai
Muhiuddin Fauq
Ghazal
parii-ruKHo.n ko Garaz kyaa thii zeb-o-ziinat se
na hotii gar unhe.n apne nazaara-gar kii talab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHush-ra.ng kis qadar KHas-o-KHaashaak the kabhii
zarre bhii zeb-o-ziinat-e-aflaak the kabhii
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Ghazal
zeb-o-ziinat na kar itnii ki kahii.n le ke fuGaa.n
kal ko dar par tire phuulo.n kii qataar aa jaa.e
Achyutam Yadav
Ghazal
zeb-o-zebaa.ish kii KHuunii.n dau.D me.n
kyaa hai zebaa aur naa-zebaa hai kyaa
Syed Ahmad Sahar
Ghazal
Saddam Ganee
Ghazal
kisii kaa dard mire dil kii zeb-o-ziinat hai
yaqiin hai ki vahii jazba-e-mohabbat hai