SEARCH RESULTS
Showing search results for "duaa"
Nazm MATCHES FOR "duaa"
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
ek dua
ab aur kyaa tiraa biimaar baap degaa tujhe
bas ik du.aa ki KHudaa tujh ko kaamyaab kare
Kaifi Azmi
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam Vuzuu karaane
ronaa miraa Vuzuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
ahd-e-saza
ye ek ahd-e-sazaa hai jazaa kii baat na kar
du.aa se haath uThaa rakh davaa kii baat na kar
Habib Jalib
Nazm
shisha ka aadmi
uThaa.o haath ki dast-e-du.aa buland kare.n
hamaarii umar kaa ik aur din tamaam hu.aa
Akhtarul Iman
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaad mujh ko kar de o qaid karne vaale
mai.n be-zabaa.n huu.n qaidii tuu chho.D kar du.aa le!
Allama Iqbal
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
baiTha hai mere samne wo
yaa rab vo mujhe kabhii na bhuule
merii tujh se yahii du.aa hai
Fahmida Riaz
Nazm
hamare ustad
dil me.n har lamha taraqqii kii du.aa karte hai.n
ham ko aage hii ba.Dhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
wo harf-e-tanha
hamaare a.azaa jo aasmaa.n kii taraf du.aa ke liye uThe hai.n
(tum aasmaa.n kii taraf na dekho!)
Noon Meem Rashid
Nazm
iltija-e-musafir
falak-nashii.n sifat-e-mehr huu.n zamaane me.n
tirii du.aa se ataa ho vo nardbaa.n mujh ko