SEARCH RESULTS
Showing search results for "pareshaan"
Nazm MATCHES FOR "pareshaan"
Nazm
jawab-e-shikwa
dekh kar ra.ng-e-chaman ho na pareshaa.n maalii
Kaukab-e-Guncha se shaaKHe.n hai.n chamakne vaalii
Allama Iqbal
Nazm
andesha
ye bhii puuchhe.nge ki tum itnii pareshaa.n kyuu.n ho
jagmagaate hu.e lamho.n se gurezaa.n kyuu.n ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
mata-e-ghair
zindagii yuu.n to hamesha se pareshaan sii thii
ab to har saa.ns giraa.n-baar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya hukm-nama
ki jab ik rang me.n sau rang zaahir ho ga.e hai.n to
kitne pareshaa.n hai.n kitne ta.ng rahte hai.n
Javed Akhtar
Nazm
baiTha hai mere samne wo
merii nazro.n se hai pareshaa.n
KHud apnii kashish se hii KHafaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
hamare ustad
KHud to rahte hai.n bahut ta.ng-o-pareshaan magar
daulat-e-ilm luTaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
nazrana
tum pareshaan na ho, baab-e-karam vaa na karo
aur kuchh der pukaaruu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Kaifi Azmi
Nazm
yaad-e-aligarh
ye viiraan bastii pareshaan duniyaa
kamaal-e-KHirad se ye hairaan duniyaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
mujassama
ye tirii saa.nvlii rangat ye pareshaan KHutuut
baarhaa jaise miTaayaa ho inhe.n duniyaa ne
Ahmad Faraz
Nazm
madam
aap be-vaj.h pareshaan sii kyuu.n hai.n maadaam
log kahte hai.n to phir Thiik hii kahte ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawahar-lal nehru
maut aur ziist ke sa.ngam pe pareshaa.n kyuu.n ho
us kaa baKHshaa hu.aa sah-ra.ng-e-alam le ke chalo