Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Tanzila Afzal's Photo'

Tanzila Afzal

Abbaspur, Pakistan

Tanzila Afzal

Sher-o-Shayari 12

maiñ ne ye soch ki nimTā liye apne jhagḌe

aur uljheñge agar aa ga.e suljhāne log

main ne ye soch ki nimTa liye apne jhagDe

aur uljhenge agar aa gae suljhane log

  • Share this

jab jahāñ chāhoge fursat se mileñge tum ko

log nāyāb nahīñ hote haiñ Thukrā.e hue

jab jahan chahoge fursat se milenge tum ko

log nayab nahin hote hain Thukrae hue

  • Share this

jis auqāt dekhnī ho mujhe

us ko thoḌā bhaao detī huuñ

jis ki auqat dekhni ho mujhe

us ko thoDa sa bhao deti hun

  • Share this

lab haiñ ehsās-e-kamtarī shikār

us ko darkār haiñ mirī āñkheñ

lab hain ehsas-e-kamtari ka shikar

us ko darkar hain meri aankhen

  • Share this

vo kabhī dhoka nahīñ khā.egā

bevafā banda-shanās aaj bhī hai

wo kabhi dhoka nahin khaega

bewafa banda-shanas aaj bhi hai

  • Share this

Recitation

Speak Now