aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
aane meñ sadā der lagāte hī rahe tum
jaate rahe ham jaan se aate hī rahe tum
Delay in arriving always managed to contrive
this world I was leaving, yet you didn't arrive
aane mein sada der lagate hi rahe tum
jate rahe hum jaan se aate hi rahe tum
rañg bāteñ kareñ aur bātoñ se ḳhushbū aa.e
dard phūloñ kī tarah mahke agar tū aa.e
TRANSLATION
Colours start talking, and the talks smell of fragrance,
Pain has aroma of flowers, but only for your presence
Sagar Akbarabadi
rang baaten karen aur baaton se KHushbu aae
dard phulon ki tarah mahke agar tu aae
bichhaḌ gayā hai kahāñ kaun kuchh pata hī nahīñ
safar meñ jaise koī apne saath thā hī nahīñ
Who has parted where, I am not aware,
In voyage with me, as if no one was there.
bichhaD gaya hai kahan kaun kuchh pata hi nahin
safar mein jaise koi apne sath tha hi nahin
aise chhūte haiñ tasavvur meñ tujhe ham chup-chāp
jaise phūloñ ko chhuā kartī hai shabnam chup-chāp
aise chhute hain tasawwur mein tujhe hum chup-chap
jaise phulon ko chhua karti hai shabnam chup-chap
raat ḳhvāb meñ maiñ ne apnī maut dekhī thī
itne rone vāloñ meñ... tum nazar nahīñ aa.e
raat KHwab mein main ne apni maut dekhi thi
itne rone walon mein tum nazar nahin aae
Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books