1757 - 1823 | Patna, India
One of the most prominent desciples of Mir Taqi Mir
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
shāgird haiñ ham 'mīr' se ustād ke 'rāsiḳh'
ustādoñ kā ustād hai ustād hamārā
shagird hain hum 'mir' se ustad ke 'rasiKH'
ustadon ka ustad hai ustad hamara
jab tujhe ḳhud aap se begānagī ho jā.egī
āshnā tab tujh se vo der-āshnā ho jā.egā
jab tujhe KHud aap se beganagi ho jaegi
aashna tab tujh se wo der-ashna ho jaega
bāzār jahāñ meñ koī ḳhvāhāñ nahīñ terā
le jaa.eñ kahāñ ab tujhe ai jins-e-vafā ham
bazar jahan mein koi KHwahan nahin tera
le jaen kahan ab tujhe ai jins-e-wafa hum
Deewan-e-Rasikh Azeemabadi
2006
Deewan-e-Rasikh Azimabadi
1994
Masnaviyat-e-Rasikh
1957
Rasikh Azimabadi
1950
shaagird hai.n ham 'miir' se ustaad ke 'raasiKH' ustaado.n kaa ustaad hai ustaad hamaaraa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
The best way to learn Urdu online
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
A three-day celebration of Urdu