aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
dekhā hai jis ne yaar ke ruḳhsār kī taraf
hargiz na jaave sair kuuñ gulzār kī taraf
dekha hai jis ne yar ke ruKHsar ki taraf
hargiz na jawe sair kun gulzar ki taraf
chhoḌne maiñ nahīñ jaatā use darvāze tak
lauT aatā huuñ ki ab kaun use jaatā dekhe
chhoDne main nahin jata use darwaze tak
lauT aata hun ki ab kaun use jata dekhe
ā.īna ḳhud bhī sañvartā thā hamārī ḳhātir
ham tire vāste tayyār huā karte the
aaina KHud bhi sanwarta tha hamari KHatir
hum tere waste tayyar hua karte the
kisī mushkil ghaḌī meñ ham tumhārā saath chhoḌeñge
tumheñ mā'lūm ho jaa.e bashar kyā hai ḳhudā kyā hai
kisi mushkil ghaDi mein hum tumhaara sath chhoDenge
tumhein ma'lum ho jae bashar kya hai KHuda kya hai
raat hī ke dāman meñ chāñd bhī haiñ taare bhī
raat hī kī qismat hai be-charāġh honā bhī
raat hi ke daman mein chand bhi hain tare bhi
raat hi ki qismat hai be-charagh hona bhi
Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books