aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
mere kamre meñ sabhī chīzeñ haiñ aaj
zindagānī kī tarah bikhrī huī
mere kamre mein sabhi chizen hain aaj
zindagani ki tarah bikhri hui
tumhārī fā.iloñ meñ gaañv kā mausam gulābī hai
magar ye āñkḌe jhūThe haiñ ye dā'vā kitābī hai
tumhaari failon mein ganw ka mausam gulabi hai
magar ye aankDe jhuThe hain ye da'wa kitabi hai
ek rasm-e-sarfaroshī thī so ruḳhsat ho ga.ī
yuuñ to dīvāne hamāre baa'd bhī aa.e bahut
ek rasm-e-sarfaroshi thi so ruKHsat ho gai
yun to diwane hamare ba'd bhi aae bahut
maiñ lauTne ke irāde se jā rahā huuñ magar
safar safar hai mirā intizār mat karnā
intent on returning
a journey is a journey so do not wait for me
main lauTne ke irade se ja raha hun magar
safar safar hai mera intizar mat karna
aarzū hasrat aur ummīd shikāyat aañsū
ik tirā zikr thā aur biich meñ kyā kyā niklā
aarzu hasrat aur ummid shikayat aansu
ek tera zikr tha aur bich mein kya kya nikla
Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books