Sher of Mohammad Hasan Mohsin
talḳh o shīrīñ be-takalluf jis ko piinā aa gayā
mai-kasho piinā to piinā us ko jiinā aa gayā
talKH o shirin be-takalluf jis ko pina aa gaya
mai-kasho pina to pina us ko jina aa gaya
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere