aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aazim Kohli's Photo'

Aazim Kohli

Delhi, India

Aazim Kohli

Ghazal 19

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 21

mohabbat karne vaale dard meñ tanhā nahīñ hote

jo rūThoge kabhī mujh se to apnā dil dukhāoge

mohabbat karne wale dard mein tanha nahin hote

jo ruThoge kabhi mujh se to apna dil dukhaoge

zindagī sundar ġhazal hai dosto

zindagī ko gungunānā chāhiye

zindagi sundar ghazal hai dosto

zindagi ko gungunana chahiye

  • Share this

maiñ bhar ke royā to ārām aayā

mirā ġham āḳhir mire kaam aayā

main ji bhar ke roya to aaram aaya

mera gham hi aaKHir mere kaam aaya

  • Share this

dukh pe mere ro rahā thā jo bahut

jaate jaate kah gayā achchhā huā

dukh pe mere ro raha tha jo bahut

jate jate kah gaya achchha hua

dekhnā kaise pighalte jāoge

jab mirī āġhosh meñ tum aaoge

dekhna kaise pighalte jaoge

jab meri aaghosh mein tum aaoge

Videos 4

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
ho sitam kaisaa bhii ab haalaat kii shamshiir kaa

Aazim Kohli

kidhar kaa thaa kidhar kaa ho gayaa huu.n

Aazim Kohli

vafaa aur ishq ke rishte ba.De KHush-ra.ng hote hai.n

vafaa aur ishq ke rishte ba.De KHush-ra.ng hote hai.n Aazim Kohli

zarf hai kis me.n ki vo saaraa jahaa.n le kar chale

Aazim Kohli

More Authors From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now