aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1970 | Aurangabad, India
A distinguished poet, researcher, critic, and academic
bādal ke ek TukḌe meñ kyoñ dab ga.ī tapish
sūraj hazār darja jalālī banā rahā
baadal ke ek TukDe mein kyon dab gai tapish
suraj hazar darja jalali bana raha
du’ā-e-dast-e-fazīlat se sar kī raunaq hai
hamāre ghar ke buzurgoñ se ghar kī raunaq hai
du’a-e-dast-e-fazilat se sar ki raunaq hai
hamare ghar ke buzurgon se ghar ki raunaq hai
merī fikr nahīñ hai tujh ko apnī fikr to karnī hogī
terā naam bhī mailā hogā merī bhī rusvā.ī meñ
meri fikr nahin hai tujh ko apni fikr to karni hogi
tera nam bhi maila hoga meri bhi ruswai mein
zindagī se bahut der tak
zindagī par hī chiq chiq huī
zindagi se bahut der tak
zindagi par hi chiq chiq hui
Jadeed Ghazal
Ek Tajzyati Motala
2007
Khamoshi Lab Khol Rahi Hai
2010
Urdu Masnaviyon Ka Mokalmati Nizam
2011
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books