Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ashhad Karim Ulfat's Photo'

Ashhad Karim Ulfat

1970 | Aurangabad, India

A distinguished poet, researcher, critic, and academic

A distinguished poet, researcher, critic, and academic

Ashhad Karim Ulfat

Article 1

 

Sher-o-Shayari 4

bādal ke ek TukḌe meñ kyoñ dab ga.ī tapish

sūraj hazār darja jalālī banā rahā

baadal ke ek TukDe mein kyon dab gai tapish

suraj hazar darja jalali bana raha

  • Share this

du’ā-e-dast-e-fazīlat se sar raunaq hai

hamāre ghar ke buzurgoñ se ghar raunaq hai

du’a-e-dast-e-fazilat se sar ki raunaq hai

hamare ghar ke buzurgon se ghar ki raunaq hai

  • Share this

merī fikr nahīñ hai tujh ko apnī fikr to karnī hogī

terā naam bhī mailā hogā merī bhī rusvā.ī meñ

meri fikr nahin hai tujh ko apni fikr to karni hogi

tera nam bhi maila hoga meri bhi ruswai mein

  • Share this

zindagī se bahut der tak

zindagī par chiq chiq huī

zindagi se bahut der tak

zindagi par hi chiq chiq hui

  • Share this

Ghazal 16

BOOKS 3

 

More Authors From "Aurangabad"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now