Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Kuldeep Kumar's Photo'

Kuldeep Kumar

1987 | Bandhavgarh, India

Kuldeep Kumar

Ghazal 120

Sher-o-Shayari 4

daraḳht karte nahīñ is liye umīd-e-vafā

vo jānte haiñ parindoñ ke par nikalte haiñ

daraKHt karte nahin is liye umid-e-wafa

wo jaante hain parindon ke par nikalte hain

  • Share this

mausam-e-yād yuuñ ujlat meñ na vaare jaa.eñ

ham vo lamhe haiñ jo fursat se guzāre jaa.eñ

mausam-e-yaad yun ujlat mein na ware jaen

hum wo lamhe hain jo fursat se guzare jaen

maiñ haar jaatā huuñ un do udaas āñkhoñ se

mujhe safar irāda badalnā paḌtā hai

main haar jata hun un do udas aankhon se

mujhe safar ka irada badalna paDta hai

hamīñ bujhāte haiñ lau pahle sab charāġhoñ

phir in charāġhoñ ke hisse jalnā paḌtā hai

hamin bujhate hain lau pahle sab charaghon ki

phir in charaghon ke hisse ka jalna paDta hai

Recitation

Speak Now