Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

binai ko palkon se haTane ki paDi hai

Shahab Safdar

binai ko palkon se haTane ki paDi hai

Shahab Safdar

MORE BYShahab Safdar

    bīnā.ī ko palkoñ se haTāne paḌī hai

    shahkār pe jo gard zamāne paḌī hai

    āsāñ huā sach kahnā to bolegā muarriḳh

    filhāl use jaan bachāne paḌī hai

    chhoTā parinda hai magar sa.ī to dekho

    jañgal se baḌī aag bujhāne paḌī hai

    chhalnī huā jaatā hai idhar apnā kalejā

    yāroñ ko udhar Thiik nishāne paḌī hai

    hālāt 'shahāb' aañkh uThāne nahīñ dete

    bachchoñ ko magar iid manāne paḌī hai

    binai ko palkon se haTane ki paDi hai

    shahkar pe jo gard zamane ki paDi hai

    aasan hua sach kahna to bolega muarriKH

    filhaal use jaan bachane ki paDi hai

    chhoTa sa parinda hai magar sai to dekho

    jangal se baDi aag bujhane ki paDi hai

    chhalni hua jata hai idhar apna kaleja

    yaron ko udhar Thik nishane ki paDi hai

    haalat 'shahab' aankh uThane nahin dete

    bachchon ko magar id manane ki paDi hai

    Source :
    • Book : Dunya Zaad (Pg. 118)
    • Edition : 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now