Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chand lamhon ki judai ka azab aisa hai

Moid Rasheedi

chand lamhon ki judai ka azab aisa hai

Moid Rasheedi

MORE BYMoid Rasheedi

    chand lamhoñ judā.ī 'azāb aisā hai

    aur ye vaqt jo sadiyoñ se bahut tanhā hai

    mujh ko paane tamanna meñ vo ġharqāb huā

    maiñ ne sāhil tamanna meñ use khoyā hai

    maiñ tire saath huuñ lekin huuñ zamāne se alag

    ye agar bhī samajh le to bahut achchhā hai

    ik rivāyat hai jo sadiyoñ se chalī aatī hai

    ik taraf 'ishq hai aur ek taraf duniyā hai

    chand lamhon ki judai ka 'azab aisa hai

    aur ye waqt jo sadiyon se bahut tanha hai

    mujh ko pane ki tamanna mein wo gharqab hua

    main ne sahil ki tamanna mein use khoya hai

    main tere sath hun lekin hun zamane se alag

    ye agar tu bhi samajh le to bahut achchha hai

    ek riwayat hai jo sadiyon se chali aati hai

    ek taraf 'ishq hai aur ek taraf duniya hai

    Source :
    • Book : Ishq (Pg. 110)
    • Author :Moid Rasheedi
    • Publication : Rekhta Publications (2024)
    • Edition : 2nd
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now