Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jina kya hai pichhla qarz utar raha hun

Tariq Naeem

jina kya hai pichhla qarz utar raha hun

Tariq Naeem

MORE BYTariq Naeem

    jiinā kyā hai pichhlā qarz utaar rahā huuñ

    maiñ to us baaqī umr guzār rahā huuñ

    aa jā.egā chaak pe chalnā aur sambhalnā

    abhī to gil se apnā-āp utaar rahā huuñ

    koī kab dīvār banā hai mere safar meñ

    ḳhud apne raste dīvār rahā huuñ

    khul mujh par harf-e-tilism ki terī tarah se

    ek zamāna maiñ bhī pur-asrār rahā huuñ

    tujh ko manānā itnā gar āsān nahīñ hai

    maiñ bhī dil pahlī baazī haar rahā huuñ

    jina kya hai pichhla qarz utar raha hun

    main to us ki baqi umr guzar raha hun

    aa jaega chaak pe chalna aur sambhalna

    abhi to gil se apna-ap utar raha hun

    koi kab diwar bana hai mere safar mein

    KHud hi apne raste ki diwar raha hun

    khul ja mujh par harf-e-tilism ki teri tarah se

    ek zamana main bhi pur-asrar raha hun

    tujh ko manana itna gar aasan nahin hai

    main bhi dil ki pahli bazi haar raha hun

    Source:

    ruki huii shamon kii raahdaariyaz (Pg. 56)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now