mana ki rang rang tera pairahan bhi hai

Jaan Nisar Akhtar

mana ki rang rang tera pairahan bhi hai

Jaan Nisar Akhtar

MORE BYJaan Nisar Akhtar

  maanā ki rañg rañg tirā pairahan bhī hai

  par is meñ kuchh karishma-e-aks-e-badan bhī hai

  aql-e-ma.āsh o hikmat-e-duniyā ke bāvajūd

  ham ko aziiz ishq dīvāna-pan bhī hai

  mutrib bhī nadīm bhī sāqiyā bhī

  jān-e-anjuman nahīñ anjuman bhī hai

  baazū chhuā jo ne to us din khulā ye raaz

  sirf rañg-o-bū nahīñ hai badan bhī hai

  ye daur kis tarah se kaTegā pahāḌ

  yaaro batāo ham meñ koī kohkan bhī hai

  mana ki rang rang tera pairahan bhi hai

  par is mein kuchh karishma-e-aks-e-badan bhi hai

  aql-e-maash o hikmat-e-duniya ke bawajud

  hum ko aziz ishq ka diwana-pan bhi hai

  mutrib bhi tu nadim bhi tu saqiya bhi tu

  tu jaan-e-anjuman hi nahin anjuman bhi hai

  bazu chhua jo tu ne to us din khula ye raaz

  tu sirf rang-o-bu hi nahin hai badan bhi hai

  ye daur kis tarah se kaTega pahaD sa

  yaro batao hum mein koi kohkan bhi hai

  RECITATIONS

  Nomaan Shauque

  Nomaan Shauque

  Nomaan Shauque

  mana ki rang rang tera pairahan bhi hai Nomaan Shauque

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY